Desi
Ghee ke fayde



friends,
desi ghee ke fayde to kai hai par apko sabse behatarin wale fayde bataya jaa
raha hai.desi ghee ka arth hai deshi cow ka ghee .deshi ghee mein adbhut
chamatkaric dawai ke gun paye jaate hai.desi ghee mein vaccine acid,butric
acid,bita-karotin jaise micronutrient moujud hote hai. jiske prayog se cancer
jaise bimari se bacha jaa sakta hai.deshi ghee ke nuksan to kuch nhi hai aur
deshi ghee ke benefits bahot sare hai .

30+। desi ghee ke fayde । nak me ghee dalne ke fayde


  • Desi ghee  jo jawani ko kayam rakhate hua bhudape ko dur rakta hai.kali
    cow ka ghee khane se budha vyakti bhi jawan jaise hi jata hai.
  • 20-25 gram Desi Ghee aur misri khilane se sarab,bhang,ganjhe ka nasha kam
    ho jata hai.
  • jis vyakti ko bahot hart blokej ki taklif hai aur chiknai khane ki mana
    kiya gaya ho to Desi Ghee hart blokej dur karta hai.
  • garbhwati maa ko Desi Ghee avasya khana chahiye isse garbh mein pal raha
    sishu balwan,pust,aur buddiman hota hai.
  • mahilayo aur ladkiyo me masik dharma me kisi bhi tarah ki gadhbadhi mein
    250 gram garm pani mein 3 spoon ghee dalkar pine se labh hota hai. aur yah pani
    mashik dharma wale dino ke douran hi pina chahiye.
  • hath pao mein jalan hone se par Desi Ghee ko talwo mein malish kare jalan
    thik hota hai.

Desi Ghee Ke Fayde

  • Desi Ghee ke niymit sevan karne se acidity aur constipation (kabj) ki
    sikayat kam ho jati hai.
  • hichki ke na rukne par Desi Ghee ka aadha spoon Desi Ghee khaye, hichki
    swam ruk jaiyegi.
  • Desi Ghee se stemina aur sperm (virya) badhata hai aur saririk aur mansik
    takat bhi bhadhti hai.
  • Desi Ghee ko baccho ki chati aur pith par malish karne se kaf ki sikayat
    dur ho jati hai.
  • Desi Ghee sirf cancer ko paida hone hone se rokta hai aur bhimari ko
    failane ko bhi chamatkari dhang se rokta hai.
  • Desi Ghee ke sevan stan aur aant ke khatarnak cancer se bacha jaa sakta
    hai.
  • Desi Ghee sambhok ke baad kamjori aane par ek gilash garm doodh mei ek
    spoon Desi Ghee milakar pee le.aisha karne se thakan bilkul bhi nhi aaiyegi.
  • sap ke katne par 100 se 150 gram ghee pilane ke baad upar se gunguna pani
    pilane se vomiting aur dast to lagegi hi lekin sanp ka vish kam ho jayega.
  • Desi Ghee ke prayog se cholesterol nhi badhata hai.vajan bhi nhi bhadhta
    hai lekin vajan ko maintain karta hai iska matlab hai ki kamjor vyakti ka vajan
    bhadata hai mote vyakti ka motapa kam hota hai.
  • ek spoon Desi Ghee mein ek spoon boora aur ek chothai pisi kali mirch in
    tino ko milakar subhah khali pet aur raat ko sote samay chat kar upar se garm
    mitha doodh pine se aankho ki jyaoti badhati hai.
  • Desi Ghee mein acche kism ka cholesterol hota hai. high cholestrol marig
    ko Desi Ghee hi khana chahiye.
  • Desi Ghee chilka sahit pisha hua kala chana aur pishi sakkar tino ko saman
    matra mein milakar ladoo bana le. subhah kali pet ek Desi ghee ke ladoo khub
    chabakr khate hua ek gilash mitha kunkuna doodh pine se woman ke pradar rog mei
    aaram milta hai aur man ka body mota taja yani sudhol aur balwan banta hai.

Desi Ghee ki boond ka prayog

  • agar Desi Ghee ki kuch boonde din main teen bar nak mein prayog karenge to
    yah tridosh vat pitt aur kaf ko santulit karta hai.
  • do boond Desi Ghee ka nak mein subhah sam dhalne se migran dard thik hota
    hai. sir dard hone se body mein garmi lagti ho,to Desi Ghee ki pairo ke talwe
    par malish kare sar dard tik ho jayga.
  • Desi Ghee ko baccho ki chest par malish karne se balgam bhahar nikal deta
    hai.
  • Desi Ghee ko nak mein dalne se mansik shanti milti milti hai,aur yaddhast
    tej hoti hai.
  • Desi Ghee nak mein dalne se hair fall ki samasya kam hoti hai aur new hair
    bhi aane lagte hai.
  • Desi Ghee nak mein dalne se nak ki khuski dur hoti hai aur dimag tari taja
    ho jata hai.
  • Desi Ghee kan mein dalne se se bina opertion ke hi kam ka parda tik ho
    jata hai.
  • Desi Ghee nak mein  dalne se lakwa ka rog main bhi kargar hai.
  • Desi Ghee nak mein dalne se algee khat ho jati hai.
  • Desi Ghee nak mein dalne se pagalpan dur ho jata hai.
  • acchi neend ke liye maigrain aur kharrate se nijat pane ke liye bhi isi vidhi apnaye.
  • sardi jukam hone se Desi Ghee garm kar 2-­2 boobd dono nak mein dal kar
    soye.
  • Desi Ghee ke prayog se nak se pani bahna nak ki haddhi badhna aur kharrate
    dur ho jate hai.
  • Desi Ghee nak mein dalane se mansik shanti milti hai aur brain memory bhi
    sharp hoti hai.

See more💬Special Facts about chhattisgharh 

Tags-desi ghee, desi ghee price, desi cow ghee, desi ghee ke fayde, desi ghee benefits, verka desi ghee, desi ghee online, patanjali desi ghee, desi ghee price 1kg, amul desi ghee, amul desi ghee price, desi ghee nutrition, best desi ghee, pure desi cow ghee, desi ghee in english, mother dairy desi ghee price, desi ghee for hair, desi ghee png, desi ghee price list, desi ghee calories, pure desi ghee, desi ghee nutrition facts, best desi ghee in india, what is desi ghee, milkfood desi ghee, patanjali desi ghee price, patanjali desi ghee price, desi ghee benefits for skin


By Admin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *