Neend aane ke upay ! tips for sleep




body ki normal prakriya mein jab koi changes aata hai to tabhi
need na aane ki bimari shuru hoti hai and aise logo ko bimar
karna lazmi hai. neend na aane ki samasya kewal human main hi
nahi dusre praniyo ke liye bhi harmful condition paida kar deti
hai.

neend aane ke upay! tips for sleep


thik se
neend na aana ye samasya teji se failta jaa raha hai .ye samasya city mein
rahne wale and kaam ka workload adhik lene walo mein common dekha gaya hai
amir, adhik sammaniy log khastour se aise samasya se ghire hai neend ki
samasya ki badhti sankhya ka anuman bazar mein bikne wali sleeping pills
neend ki dawa and neend aane ki dawa ki badhti mang se lagaya
ja sakta hai.halka nasha dekar behosh kar dene wali in dawa ka prayog
dino din badhta jaa raha hai. neen se chutkara pane ke liye
dawai ka sevan karne wale logo ko aage bahut badi samasya
ka samna karna padhta hai.

neend aane ke upay! tips for sleep

neend aane ke upay:-

kai logo ko shikayat rehti hai ki
raat ko neend nahi aati. apko kuch sandar tips bataye jaa raha hai kuch hi
dino me acha result dega yakin maniye. yeh ek prakar ka neend aane ke mantra ki
tarah bhi hoga.aapko kisi tarah ki koi neend ki dawa ya fir neend ki
ayurvedic dawa khane ki avashyakta nahi hogi.aage dekhte hai tips-

samay par sona- 

neend ke liye pahli chij hai sahi samay ek
hi time par fix kar lena ki is time tak bed par aana hi hai.kuch logo ka
khana bhi hai jab tak neend na aa jaye tab tak nahi sona chahiye
chahe kitni bhi raat kyu naa ho gayi ho. par ye faltu ki bate hai.yad rakhe der
se sone wala vyakti jagne par kabhi bhi tajgi ka anubhav nahi kar sakta
.isliye jyada se jyada 11 baje tak raat me so lena hi chahiye.

room ka condition-

kitni bhi thand ho kamre,kamre ki sari
windows band karke na soyr.sote samay kamre mein na to bilkul andhera
ho aur na hi tej ujala ho.muh dhak kar na soye.

kapde –

sote samay kaise kapde na pahne.us
samay kapde halke dhile aur kam se kam ho.

hath aur pairo ko dhona-

sone se pahle pairo aur panjo ko dhokar
pouch le.aisha karne se neend achi aayegi.

mind ko shant rakhe- 




sote samay har body part ko dhila rakhe.ab
aankhen band kar gahri gahri sas lena suru kare and man se soch vichar and
koi bhi tension ho ko nikal de.

neend aane ka mantra- 

100 se ulti ginti bolna man hi man me suru
kare.letne ke baad din bhar ke activity ko yaad na kare iske alawa naam jat ya
god ko yaad karna accha hoga.

mentality change kare- 

aapko neend se sambhandit baat hi sochna
hai jaise – aap sochiye ki aap koi businessman, officer, actor. leader,and koi
bhi nhi hai aap kewal ek baby hai chote se bacche aur aap apne maa ke god me so
rahe ho.apko yah nahi sochna hai ab tak neend kyu nahi aa rahi hai.

body ko loose kar de-

apne body part ko bilkul aaram ke position
me chod deaisha karne ke liye liya aacha tarika hai.aankhe band kar body kisi
part par apna dhay kendrit karna hai aap ko pata chalega ki yah part automatic
dhire dhire loose ya aaram ki position mein jaa raha hai is technique
se durse body part ko bhi kijiye.1 week me achha result milega aur apko sandar
fresh neend aane lagegi.

sone ke pahle book padna-

book padne se mind shant hokar aaram ki position mein jaata
hai.yah achi aadat hoti hai.

neend ki dawa khane se bache-

yadi aap need aane ki dawa lagatar khate
hai aap mentally problem mein aage chalkar phas jate hai.aur aadat lag jaati.

By Admin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *